Hameshaa denewala baane (Giver mentality ka bane).
Maine dekha hai dosto denewala jivan ke har mod par lenewale se 10 step aage rahta hai .
Pixabay.com |
Dene se aapka kuchh bhi nahin ghatta hai auro jita aap dete hai usse kai guna adhik aapko milta hai.
Aur aaj ke is yug me dekhiye denewala sabse amir bhi hai ! Isliye aapko bhi aamir banna hai to Giver mentality ka banna hi hoga, aur bane bhi.
Agar aap kisi ko kuchh dete hai to uski to jarurat puro ho jati aur aapko jo khusi milegi uski kya tulna karna.
Aur isliye iswar ne bhi dekhiye denewale ko hamesha dhani hi banaya hai.
Sergy Brin air Larry Page ne is sansaar ko Google diya , Steave Jobs ne Apple diya ,Bill Gates ne Microsoft , Mark Zuckerberg ne facebook diya , Gopal Mishra ne Achhilhabar.comdiya .
Aur aap to in sab jarur hi wakif honge inhonne duniya ko aisi chije di hai ki duniya wale ne inhe itna amir bana diya hai ki poochho mat .
Chhoti - chhoti udaharan hi lijiye ek teacher apne student ko gyan deta hai aur aaj gyan dene ke liye badi badi universities hai bade bade colleges hai aur ye bahoot amir bhi hai.
Badi- badi chije nahin de sakte hai to chhoti -chhoti chij hi de jise aap de sakte hai
To dosto yah post to thi denewala banne ke roop me , par hum agar chijo ko denewala banne ke najariye se dekhe to sach me denewala hameshaa lenewale se bahoot - bahoot amir hoten hain.
Isme title ko pad kar aapko laga hoga ki isme emotion wali baat hogi kisi ki paiso se madad karn a bla -bla par aapko padne ke baad laga hoga ki are yah kya likha hai faaltu ka , par dosto Maine agar aapko yah lekh pad kar nirash hue hai toujhe afhsos hair par achchhi lagi ho to dosto me saath jaroor share kare.
Thanks use pura padne me liye Safalhindi.com
No comments:
Post a Comment